Menu
blogid : 10910 postid : 12

kisaan ya aatanki-desh ka durbhagya

pragati pari
pragati pari
  • 36 Posts
  • 85 Comments

Sallo pahle humare desh me ek naara diya gya tha
JAY JAWAAN JAY KISAAN jo ye batata h ki humre desh me kisan ka kitna mahatv h jo ki hona bhi chahiye aakhir wo humre aandata hai or fir khali pat to bhajan bhi nhi hote,,,,,,,
Par abhi kuch din pahle mene kisaan ke naam pr ek asi tasveer dekhi jo bahad chukane wali thi uttar predesh ke kanpur jile me ek gram sabha h rasulpur jo bilahur thane ke antargat aati h jisme ek chota sa gaav dhursallar juda h waha me chutiya manane gyi thi kyoki wha mere cousin ke parivar rahte h
waha mene kuch logo ko dekha pta chla ye loag kisaan union ke sadasya h sunkar acha lga socha ache log h kisaan h khati krte hoge mahnat se jeevan bitate hoge tabhi to kisaan union ke sadasya h par mujhe bahad chukane wali jankari mili unme se adiktar ke pass khati ya jameen thi hi nhi
gaav me bade pamane par geer kanuni sharab ka business hota tha police ki rate bhi pad chuki h kai bar kuch log pakde bhi gye sayad case bhi chal rhe h par wo loag khud ko kisaan union ka neta bata rhe the inka kisaan se kya wasta tha meri samjh me nhi aaya . me to aj tk unhe hi kisan samjhti thi jo din raat ek karke kheto me kaam krta h or apna hi nhi sare desh ka pat bharta h fir ye log kun h ye bahut bada sawal h????????????????
ye log to khud ki zameen par ghar bna kr rah bhi nhi rhe the kafi samaya pahle business ke silsile me ek pariyaar ne jinke naam par wo zameen h kuch majduro ko wha bulaya tha jo baad me usi jagah pr jo ki aj bhi usi parivaar ke naam h rahne lge or ye unhi ke bache h aj bhi ye log dusre ki zameen par rahte h or kanuni taur par jinke naam ye zameen h aaye din union bana ke unhi ke khilaf naare lagate h.meri samjh me yah nhi aata ki agar inhe yhi sab krna h to kre par kisaan jse pavit sabd ka apman krne ka haq inhe kisne diya .aj bhi humre desh me kisan sabd sangharshmay jeevan ki misaal mana jata h kisaan wo hota h jo sadgi or mahnat se jeevan ke uche aadarsho ke sath jita h inki trah unpar crimnal cases nhi hote unke pass naarebaji kabje ladai jhagde ke liye waqt nhi hota
agar mujhe kisaan union ke president se milne ka mauka milta to me unse jarur kahti ki kisaan ke naam par kis trah ke log unse jud gye hai krapaya ek baar iski jaach kre or ase logo ko roke ek baar to bilahur chatra me jakar waha ke kisaan union ke block pramukh se mile or jane ki wo kis trah ke kisaan hai or kse kisaano ki madad kar rhe h,,,,,,,,,,,,

Tags:   

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply